Taaron Ke Shehar sung by Neha Kakkar & Jubin Nautiya
Intro
"Taaron Ke Shehar" song featuring by Neha Kakkar and Sunny Kaushal, The song is sung by Neha Kakkar and Jubin Nautiyal. Song composed byy Jaani.
Taaron Ke Shehar song lyrics written by jaani.
Gulsham Kumar and T-series presents Bhushan Kumar's " Taaron Ke Shehar ".
The song depicts a tale of an intense love story followed by pain and separation featuring Neha Kakkar and Sunny Kaushal.
Taaron Ke Shehar |
Song credits
- Song: Taaron Ke Shehar
- Featuring:- Neha Kakkar & Sunny Kaushal
- Singers:-Neha Kakkar & Jubin Nautiyal
- Lyrics, Composer and Music:- Jaani
- Music Programming:- Gaurav Dev and Kartik Dev
- Guitar:- Shomu Seal
- Mix & Mastered By:- Gurjinder Guri and akash
- Director :- Arvindr Khaira
- Creative director/ Steadicam Operator:- Amaninder singh
- Dop :- Anurag solanki
- AD’s :- Satnam Singh , Sukhman Sukhu , Jais Sivia
- Assistant AD’s :- Gurdeep singh , karan
- Editing :- Zipsi
- Grading :- Adolf D’Souza
- Styling of Sunny Kaushal :- Jyoti Aneja and Lavika Singh
- Styling of Neha Kakkar :- Ritz , Lavika Singh Jyoti Aneja
- Vfx :- Inside Motion Pictures , Luv
- Line producer- Aadesh gola (kreative productions) Production team- Usama chauhan, prashant and sanchit arora
- Production designer- Diksha sharma
- Art team- ashish modgil, rahul and tanisha
Taaron Ke Shehar song lyrics
Na chain se jeene degi
Na chain se marne degi
Na chain se jeene degi
Na chain se marne degi
Haan chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degi
Chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degi
Jo tum na meri baahon mein
Main to so nahi sakta
Khuda ne tujhko diya mujhe
Tujhe main kho nahi sakta
Main mar jaunga agar kabhi
Kehna pad gaya yeh sanam
Main tera hi hoon
Magar tera ho nahi sakta
Hamein maar hi na daale
Buri nazar yeh logon ki
Yeh hath chhudayenge
Na hath pakadne degi
Haan chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degi
Chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degi
Log humse jalte hain
Jalte hain is baat pe
Kyun itne zyada khubsoorat
Lagte hain hum sath mein
Log humse jalte hain
Jalte hain is baat pe
Kyun itne zyada khubsoorat
Lagte hain hum sath mein
Jo bhi ishq mein hote hain
Hote hain deewane se
Khushi nahi dekhi jaati
Mohabbat ki zamane se
Mujhe pata hai oh janam
Chahe kuchh bhi ho jaaye
Tu khud mar jayegi
Jaani na marne degi
Haan chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degi
0 Comments